ALLAH ki zaat dhoka nai deti

ALLAH k Siwa kisi par bharos na karo


Insaan khata ka putla hai or insaan us shaks ko zaroor dhoka deta hai jo us ko toot kar chahta hai ya us par toot kar bharosa karta hai to , kisi insaan par bharosa karo zaroor magar andha bharosa nai  kisi ko toot kar mat bharosa karo. toot kar ya ankhain band kar k agr kisi par bharosa karna hai  jo ap ko dhoka na de to wo yaqeenan insaan nai ALLAH pak ki he zaat hai ya phir hamaray pyaray Nabi Pak S,A.W hain jo bina hume dekhe bina janay itna pyar karty thay k raaton ko hamaray lye jaag jaag kar duayain karty thay.

ALLAH ki zaat dhoka nai deti ALLAH ki zaat dhoka nai deti Reviewed by wajahat on May 24, 2017 Rating: 5

No comments